“Jism Shayari” is a term for poetry that explores and connects feelings and ideas about the human body. Poetry in this style generally covers themes of romance, energy, and the physical parts of love. Jism Shayari highlights all of the body’s feelings and wants using attractive words. It may be a warm lyrical look that highlights the specifics and beauty of the human body. Its lines regularly have a personal and emotional tone.
Jism Shayari 2 Lines
Wo tum tak kesy aata
Jism se bhari saaya tha
وہ تم تک کیسے آتا
جسم سے بھاری سایہ تھا
Har ankh mein thi totty lamho ki tashnagi
Har jism pe tha waqt ka saya para hua
ہر آنکھ میں تھی ٹوٹتے لمحوں کی تشنگی
ہر جسم پہ تھا وقت کا سایہ پڑا ہوا
Jany kis ko dhondny dakhil hua hai jism mein
Hadiyon mein rasta karta hua pehla bukhar
جانے کس کو ڈھونڈنے داخل ہوا ہے جسم میں
ہڈیوں میں راستہ کرتا ہوا پیلا بخار
Jisam aur rooh ke taluq
Talkhiyan sath sath chalti hai
جسم اور روح کے تعلق میں
تلخیاں ساتھ ساتھ چلتی ہیں
Kabhi Kabhar Use Dekh Len Kahin Mil Len
Ye Kab Kaha Tha Ki Wo Khush-Badan Humara Ho
کبھی کبھار اسے دیکھ لیں کہیں مل لیں
یہ کب کہا تھا کہ وہ خوش بدن ہمارا ہو
Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan Tutta Hai
Jaag Uthti Hain Ajaab Khawahishain Angrai Ki
اب بھی برسات کی راتوں میں بدن ٹوٹتا ہے
جاگ اٹھتی ہیں عجب خواہشیں انگڑائی کی
Jala Hai Jism Jahan Dil Bhi Jal Gaya Hoga
Kuredte Ho Jo Ab Raakh Justuju Kya Hai
جلا ہے جسم جہاں دل بھی جل گیا ہوگا
کریدتے ہو جو اب راکھ جستجو کیا ہے
Romantic Jism Shayari
Tere jism pe apne jism ko rakhu,
Tere honton ko apne honton se maslu,
Tujhe pyar main itni shiddat se karu,
Ki us mithe dard se teri aah nikal jaye,
Dard se teri aankho se aasu jhalak jaye,
Or tu tan se or mann se sirf meri ho jaye,
Badan se tere lipta rahon or subha ho jaye,
Subha tujse jb main puchu teri raat ka aalam,
Tu sharma kar mere seene se lipat jaye!!
Aj Mujh Se Lipat K So Jao,
Aj Mujh Se Lipat K So Jao,
Aj Kro Kuch Aisa Mujh Me Kho Jao
Apne Nazuk Se Malmal Se Jism Ki Khushbu Se,
Mere Badan Ko Mehka K So Jao
Musalsal Sans Se Sans Jor Do Jana,
Aj Mere Tan Se Apna Tan Mila K So Jao
Chand Si Chandni Me Taaro Ka Dikhao Jalwa,
Aj Mujhe Pyar Do Ya Pyar Kar K So Jao.
Honton sy kbi hont mila kr dekho
Honton sy kbi hont mila kr dekho….
mjhko apny nazdik kbi bula kr dekho…..
mai ny suna hy lazat e lab chomnay sy nasha charta hy…..
aa0 phr kisi shab mje ye jaam pila kar dekho…..
kitni muztrib hr raat guzarti hy tm kia jano
kbi Jismo ma lagi aag honton sy jala kar dekho…..
pyas bi bhuj jaey gi arman bi sabi hongy pory……
bs ek raat mjhy apny pas sula kar dekho……
honton sy kbi hont mila kr dekho…..?
Lot aaye…
Usey kehna December aa gaya hai..
December k guzartay hi..
Baras ek aur mazi ki ghupa mein doob jaaye ga..
Usey kehna December laut aaye ga..
Magar jo khoon so jaayega Jismon mein na jaaye ga..
Usey kehna hawayen sard hain..
Aur zindagi k kohray deewaroN main larzaan hain..
Usey kehna shagoofay tehniyon mein so rahay hain..
Aur un par barf ki chadar bichi hai..
Usey kehna agar sooraj na niklay ga..
To kaisay barf pighlay gi…
Usey kehna..
KI…
Lot Aaye…!
Wo mujy bhtt yaad ata hai.
Usai Pata Hai Mujse Intzar Nahi Hota
Phr B Karwata Hai
Usai Pata Hai Tanhai Achi Nahi Lagti
Phr B Chor K Chala Jata Hai
Usai Pata Hai Wo Mere Jism-O-Jan Main Basta Hai
Phr Bhi Wo Mujhe Bhul Jata Hai
Usai Pata Hai Muje Usai Mohabbat Hai
Phr Bhi Wo Muje Satata Hai
Khud To Yad Karta Hai
Jbi Usko Bhulana Chahun Wo Yad Aa Jata Hai
Wo Muje Bohat Satata Hai
Kbi Nafrat To Kbi Pyar Jatata Hai
Kehta Hai Dost Hai Hum
Phr Q Apni Mohbat Jatlata Hai
Wo Bohat Satata Hai
Izhar-E-Mohabat Main Wo Inkar Batlata Hai
Par Kehta Hai Wo Muje Bohat Chahta Hai
Jab Tanha Hota Hai Mere Pas Ata Hai
Muje Tanhaeyon Main Chor Jata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
Wo Muje Bohat Yad Ata Hai
Ehsaas hai mujy tery ghum ka
ahsass hai mujhe tere ghum ka
par main bhi tou khush nahi
har pal tu roya hai
hasi tou mere lab par sai bhi chin gai
zindagi ki aas na rahi tujko
main tou zinda rehkar bhi mar gai
kese khush rahun main teri us mohabbat bhari zindagi main
Jisme main to kuch nahi
magar merri mohabbat bhi kuch nahi
TERE NAAM SE MOHABBAT KI HAIN
Tere naam se mohabbat ki hain,
Tere ehsaas se mohabbat ki hai,
Tum mere pass nahi phir bhi,
Tumhari yaad se mohabbat ki hai,
Kabhi tumne bhi mujhe yaad kiya hoga,
Maine un lamho se mohabbat ki hain,
Tum se milna to ek khwab sa lagta hain,
Mene tumhare intezar se mohabbat ki hai.
Free4Talk is a dynamic platform designed for seamless communication. It offers a variety of features to make connecting with others effortless. Let’s explore some of the standout features that make Free4Talk unique and user-friendly.